Aye Ajnabee with lyrics - 158 sec From the movie 'Dil Se' starring Shah Rukh Khan & Manisha Koriala
Lryics:
Ho paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata
Resham si hawa kehti hai bata
Vo jo doodh dhuli masoom kali
Vo hai kahan kahan hai
Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain
Chehra nahin hai par teri aahatein hain
Tu hai kahan kahan hai
Tera nishaan kahan hai
Mera jahan kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se. Auteur : luvzrjaan27 Tags:ShahRukhKhanManishaKorialaBollywoodHindiSongNiceSadGood
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai - 268 sec song from the movie Mann starring Amir Khan & Manisha Koriala
Lryics:Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Ki jabse maine tumko ye dil de diya
Meetha meetha sa dard le liye
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nazar se yoon nazar mili nazar
Deewana main ho gaya
Asar ye kya hua asar
Kahan ye mann kho gaya
Behke behke kadam behka behka hai mann
Chha gaya chha gaya mujhpe deewanapan
Sun o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Jhguki jhuki nigaah mein bala ki shokhiyaan chhupi
Khuli khuli laton mein bhi haay ghata ki mastiyaan ruki
Ye haya ye ada ye haseen ye nayan
De gaya de gaya meethi meethi chubhan
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Ki jabse maine tumko ye dil de diya
Meetha meetha sa dard le liye
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon Auteur : luvzrjaan27 Tags:BollywoodHindiLoveSongAmirKhanManishaKorialaMann