Resultats de la recherche : Nayyara

Nayyara Noor - Wo Jo Hum Meh Tum Meh Qaraar Tha - 308 sec
A very beautifl ghazal by Nayyara Noor. Shehzad Roy has sung it as well, but Nayyara Noor's version is just too good.
Auteur : DarthNazer
Tags:Nayyara Noor Qarrar qarar wo jo hum meh tum shehzad roy music pakistan urdu ghazal poetry india lollywood drama classic
Nayyara Noor - SALAM USEY KE AGAR BAADSHAH KAHEn USKO - 345 sec
URL for Naat, Salam, Marsiya: http://uk.youtube.com/view_play_list?p=85E22069BFA39513 Qaseedah - Mirza Ghalib* SALAM USEY KE AGAR BAADSHAH KAHEn USKO TO PHIR KAHEn KE KUCH ISSE SAWA KAHEn USKO NA BAADSHAH, NA SULTAAn YEH KYA SATAESH HAI KAHO KE KHAMISE AALE ABA KAHEIn USKO KHUDA KI RAAH MEIn SHAAHI WA KHUSRAWI KAISI KAHO KE RAHBARE RAAHE KHUDA KAHEn USKO KHUDA KA BANDA, KHUDAWANDGAR BANDOn KA AGAR KAHEIn NA KHUDAWAND KYA KAHEIn USKO BHARA HAI GHALIBE DIL KHASTA KE KALAM MEIn DARD GHALAT NAHEIn HAI KE KHOONEEn NAWA KAHEIn USKO
Auteur : mahakavi
Tags: nayyara noor nayara qaseedah mirza ghalib jamal urdu musalma ghazal india pakistan hussain
Phir sawan rut ki :Nayyara Noor - 319 sec
Nayyara Noor, always has been one of my all time favorite ghazals singer.I love to listen her again and again,truly a Living Legend.
Auteur : ilovechillies
Tags: Pakistani ghazal legends urdu ghazals pakistani noor jehan nayyara tina sani classic song
ae jazba-e-dil gar meiN chaahuuN - nayyara noor - 364 sec
live performance - ai jazbaa-e-dil gar mei.n chaahuu.n har chiiz muqaabil aa jaa'ye manzil ke liye do gaam chaluu.n, aur saamne manzil aa jaa'ye haa.n yaad mujhe tum kar lenaa, aawaaz mujhe tum de lenaa is raah-e-muhabbat mei.n koii, darpaish jo mushkil aa jaa'ye ai dil kii Khalish chal yuu.n hii sahii, chaltaa to huu.n unkii mehfil mei.n us vaqt mujhe chau.nkaa denaa, jab ra.ng pe mehfil aa jaa'ye ai rahbar-e-kaamil chalne ko, tayyaar to huu.n par yaad rahe us vaqt mujhe bhaTkaa denaa, jab saamne ma.nzil aa jaa'ye aataa hai jo tuufaa.n aane do, kashtii ka khudaa khood haafiz hai mushkil to nahii.n in maojo.n mein, behtaa huu'aa saahil aa jaa'ye
Auteur : raqaw
Tags: nayyaranoor mehfil pakistani urdu
raat yuun dil me.n terii kho'ii huu'ii yaad - nayyara noor - 357 sec
pakistani ghazal poet: faiz ahmad faiz music:arshad mahmood raat yuu. dil me.n terii kho'ii hu'ii yaad aayii jaise viiraanay me.n chupkay se bahaar aa jaa'ye jaisay sehraa'o.n me.n hauley se chalay baad-e-nasiim jaisay biimaar ko be-vajha qaraar aa jaa'ye
Auteur : raqaw
Tags: mehfil nayyaranoor
ae ishq hame.n barbaad na kar - nayyara noor - 255 sec
pakistani urdu ghazal in raga: darbari poet: akhtar shirani ai ishq hame.n barbaad na kar ai ishq na chhe.r aa aa ke hame.n ham bhuulay huuo.n ko yaad na kar pehlay hii bahut naashad he.n ham tuu aur hame.n naashaad na kar qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh ye taazaa sitam, iijaad na kar yuu.n zulm na kar, bedaad na kar ai ishq hame.n barbaad na kar raato.n ko uTh uTh kar rotey he.n ro ro kay du'aaye.n kartay he.n aa.nkho.n me.n tasavvur, dil me.n Khalish sar dhunte he.n aahe.n bhartay he.n ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite he.n na, zaalim marte he.n in Khvaabo.n se yuu.n, aazaad na kar ai ishq hame.n barbaad na kar jis din se bandhaa hai dhayaan teraa ghabraa'ye huu'ye se rehtay he.n har waqt tasawwur, karkar kay sharmaa'ye huu'ye se rehte he.n kumlaa'ye huu'ye phuulo.n kii tarah kumlaa'ye huu'ye se, rehte he.n paamaal na kar bedaad na kar ai ishq hame.n barbaad na kar
Auteur : raqaw
Tags: nayyaranoor pakistani urdu
ham keh Thehre ajnabii itnii 2 - nayyara noor - 354 sec
another rendition of faiz ahmad faiz poetry
Auteur : raqaw
Tags:mehfil nayyaranoor pakistani urdu
tum mere paas raho jis - nayyara noor - 204 sec
a ghazal in a mehfil
Auteur : raqaw
Tags:nayyaranoor pakistani urdu
har cha.nd sahaaraa hai tere payaar ka dil - nayyara noor - 326 sec
pakistani ghazal lyrics: har cha.nd sahaara hai, tere payaar ka dil ko rehtaa hai magar, aik 'ajab Khauf sa dil ko woh khwaab keh dekha na kabhii lay uRaa nii.nde.n woh dard keh uThaa na kabhii khaa gayaa dil ko yaa saa.ns ka lenaa bhii, guzar jaanaa hai jii say yaa ma'rkaa-e-ishq bhii ik kheil thaa dil ko woh aa'e.n to hairaa.n, woh jaa'e.n to pareshaa.n yaa rab ko'ii samjhaa'ye, yeh kaya ho gayaa dil ko
Auteur : raqaw
Tags: mehfil nayyaranoor
mujhe apne zabt pe naaz tha - nayyara noor - 349 sec
pakistani urdu ghazal
Auteur : raqaw
Tags:mehfil nayyaranoor
Nayyara Noor-tera siaye jahan be ho sajna-pakistani song - 239 sec
super hit pakistani song by nayyara noor
Auteur : shahanAWAN
Tags: shabnum shahid nayyara noor pakistani song lollywood Classic Entertainment News
Roothe Ho Tum - Nayyara Noor - Aaina (1997) - 223 sec
Lyrics: Roothe ho tum roothe ho tum tum ko kaise manaaun piya bolo na, bolo na roothe ho tum tum ko kaise manaaun piya bolo na, bolo na seene se lag jaaun (khushboo ban ke aaun) baahon mein mar jaaun (saanson mein basjaaun) kaise tum ko manaaun roothe ho tum tum ko kaise manaaun piya bolo na, bolo na tum bin, piya, jiya mora naahi laage tarse hai, tarpe hai, saari raat jaage maanoge kaise, piya, yeh bataado jal jal ke mar jaaun, aise na saza do aansoo hain aankhon mein halchal hai saanson mein le bhi lo baahon mein (tum hi ko chaahoon main) roothe ho tum tum ko kaise manaaun piya bolo na, bolo na dekho, piya, aise to na tarpaao jis dil mein rehte ho usko na dukhaao kya mein karoon, piya, mujhe yeh bataado tum ko mere sar ki qasam, ab to muskuraado varna main rodoongi phir na kabhi boloongi apni jaan dedoongi tum jo kaho tum ko mar ke manaaun piya.
Auteur : AudioKingd0m
Tags: roothe ho tum nayyara noor urdu
kabhii ham Khuubsuurat thay - nayyara noor - 211 sec
live performance kabhii ham, khuubsuurat thay, kabhii ham, khuubsuurat thay, kitaabo.n mei.n, basii khooshbuu kii maana.nd, saan.s saakin thii, buhat say, an_kahay lafzon kii taswiirein, banaatay thay parindo.n kay paro.n par, nazm likh kar duur kii, jhiilo.n mein basnay waalay logon ko, sunaatay thay jo hamsay duur thay lekin, hamaaray, paas, rehtay thay na'ye din kii musaafat jab kiran kay saath, aa.ngan mei.n, utartii thii, to ham kehtay thay hamei.n maathay pe bosaa do keh hamko, jugnuu'on kay, titliyo.n kay, des jaana hai hamein, ra.ngon kay jugnoo, roshnii ki, titliyaan aawaaz detii hai.n na'ye din kii musaafat ra.ng mein, duubii hawaa kay saath, khirkii say, bulaatii hai hamein, maathay pe, bosaa thaa hamein, maathay pe, bosaa thaa hamein, maathay pe, bosaa thaa
Auteur : raqaw
Tags: nayyaranoor mehfil pakistani
ham keh Thehre ajnabii itnii madaaraatoN - nayyara noor - 230 sec
urdu pakistani ghazal in a mehfil: poet: faiz ahmad faiz ham ke Thehare ajanabii itnii madaaraatoN ke baad phir baneiNge aashnaa kitnii mulaaqaatoN ke ba'ad kab nazar meiN aayegii bedaaG sabze kii bahaar Kuun ke dhabbe dhuleiNge kitnii barasaatoN ke ba'ad dil to chaahaa par shikast-e-dil ne mohlat hii na dii kuchh gile-shikave bhii kar lete munaajaatoN ke ba'ad thay bohat bedard lamhe Katm-e-dard-e-ishq ke thiiN bohat bemehar subheiN meharbaa.N raatoN ke ba'ad un se jo kehne gaye the "Faiz" jaaN sadaqaa kiye ankahii hii reh ga_ii vo bat sab baatoN ke ba'ad
Auteur : raqaw
Tags: mehfil nayyaranoor
Nayyara Noor - Watan Ki Matti Gawah Rehna - 331 sec
One of my favourite Milli Naghma. Not only the lyrics which made this song attractive but Nayyara Noor's voice is also heart touching.
Auteur : MilliSongs
Tags: Nayyara Noor Watan Ki Matti Gawah Rehna Milli Naghma Patriotic Song Pakistan
Aay jazba-e-Dil - Nayyara Noor - LIVE - 217 sec
A Classical Masterpiece
Auteur : AudioKingd0m
Tags: aay jazba-e-bil nayyara noor ghazal classical
kahuuN kis se qisaa-e-dard-o Gam - nayyara noor - 412 sec
pakistani urdu ghazal
Auteur : raqaw
Tags:mehfil nayyaranoor
woh jo ham meiN tum meiN qaraar thaa - nayyara noor - 313 sec
pakistani urdu ghazal
Auteur : raqaw
Tags:mehfil nayyaranoor
chalo us koh par - nayyara noor - 283 sec
a ghazal in a mehfil
Auteur : raqaw
Tags:nayyaranoor mehfil pakistani urdu
Muhammad (PBUH) Ke Naam Ko (Nayyara Noor) - 156 sec
very beautiful!
Auteur : allahrulz
Tags:Muhammad (PBUH) Ke Naam Ko (Nayyara Noor)